Jab zid pe aa gayi Parvati
Samjhaane pahunche Saptarishi

Kaay zid kar rai
Kaay ko mar rai
Aise var ke laane

Jaake sees pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp

Itne seedhe-saade hain,
Sab kehte Bholenath…
Bholenath

Na khapra na chhapra
Na phoos ki dhare madaiya

Ka khaave ko dharo wahaan
Bas rovat rahat ladaiyaa

Bhesh dhare avadhoot phire,
Ab tumse ka kahe

Binnu Dora daangar le ghoomein
Ve inke kachhue naiyya

Kaay zid kar rai
Kaay ko mar rai
Aise bar ke laa