Aaye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke
Mere Dil Mein Yuhi Rehna, Haai
Mere Dil Mein Yuhi Rehna Tum Pyar Pyar Banke
Ankhon Mein Tum Base Ho Sapne Hazar Banke
Ankhon Mein Tum Base Ho Sapne Hazar Banke
Mere Dil Mein Yuhi Rehna, Haai
Mere Dil Mein Yuhi Rehna Tum Pyar Pyar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke
Ghoonghat Mein Har Kali Thi Rangon Mein Na Dhali Thi
Ghoonghat Mein Har Kali Thi Rangon Mein Na Dhali Thi
Na Shokh Thi Hawayein, Na Khushboo Manchali Thi
Aaya Hai Ab Ke Mausam Kaisa Khumaar Banke
Aaya Hai Ab Ke Mausam Kaisa Khumaar Banke
Mere Dil Me Yuhin Rehna... Haay
Mere Dil Me Yuhin Rehna Tum Pyar Pyar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahaar Banke
Mann Ka Nagar Tha Khaali, Sookhi Padi Thi Dali
Mann Ka Nagar Tha Khaali, Sookhi Padi Thi Dali
Holi Ke Rang Phike, Benoor Thi Diwali
Rimjhim Baras Pade Ho, Tum To Phuhaar Ban Ke
Rimjhim Baras Pade Ho, Tum To Phuhaar Ban Ke
Mere Dil Me Yuhin Rehna... Haay
Mere Dil Me Yuhin Rehna Tum Pyar Pyar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahaar Banke
Aankhon Mein Tum Base Ho Sapne Hazaar Banke
Mere Dil Me Yuhin Rehna... Haay
Mere Dil Me Yuhin Rehna Tum Pyar Pyar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahaar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahaar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahaar Banke
Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahaar Banke
Sample comments about this video
"Mere dilon mein usdin se lekar aajtak, raaj karta hai ye Raja Hindustani."
"Amar to hai amar hai ase chote bhai ko bade bhai Raja nahi banate❤"
"Wo khel hi kiya jo aasani se jitlo khel wo hi sahi hai jisme ji jaan laga do"
"i only lernt from this song aake ko wjod hazar sapne band gayi"
"किसी के दर्द को महसूस करने के लिए इंसान के अंदर इंसानियत का होना जरूरी है। मैने कभी किसी लड़की से प्यार नहीं किया लेकिन कुछ आशिक को देखता हूँ तो तरस आ जाता है😢 ....Raghav..."







Yorumlar
Yorum yazabilmek için giriş yapmalısınız.
Bilgi: Butona tıkladığınızda xloji güvenli giriş sayfasına yonlendirileceksiniz. Giriş yaptığınızda otomatik olarak bu sayfaya geri döneceksiniz. İlk giriste hoş geldin enerjisi tanımlanır.
Yorumlar yükleniyor...